Barish aur insan ki bunyadi zaroratain | Maulana Ishaq | Fri-17062005 | Maulana Ishaq Official
11-Nov-2017 —
8 years ago
Share
#MaulanaIshaqOfficial #MaulanaIshaq
Title :Barish aur insan ki bunyadi zaroratain
03:25 - : Allah ke 4 sawal. (1.Insan ki pedaish konn karta, 2. Beej se darkht kon banta hai,
3. Pani ko zameen par kisney utara, 4. Aag ko kisney banaya..
06:51 - : Insan ki bunyadi zarorat ki cheezain.
Shukar karne sa Allah Pak zayada nawazta hai.
10:13 - : Hazrat Naoh (A.S) ka waqia jab na kise ke aulad horai the aur na e barish.
Allah ka Shikwa ke kiun kise gairullah se dartay ho.
12:32 - : “Hazoor (SAW) ka farman” munafiq aur momin main farq.
13:56 - : Hazrat Naoh (A.S) ka waqia jab barish nai horai thi.
Madine main jab barish nai horai the aur Hazoor (SAW) ka Khutba.
“Hazoor (SAW) ka ki dua” jo kise b mushkil ke waqt ki ja sakti hai.
Hazrat Anas (R.A) se rawayat hai ke 1 banda masjid e Nabvi ma dakhil howa aur
usnay Hazoor (SAW) se barish ke liye dua ka kaha apne dua ki tu 7 din barish hoti
rahi. 7 din bad phr koi banda aya aur usne kaha Hazoor (SAW) is barish ko
ruknay kin dua kardain tu phr Nabi (SAW) ne barish ko Madiny se bahar barasny ki dua
ki.
Astagfaar karne se saare kaam saiday ho jatay hai.
21:45 - : Hazrat Hassan busri se kise nay 4 sawal kiye aur apne 1 e jawab dia ke astagfaar karo.
Astagfaar ka matlab kya hai.
Hazrat Umar (R.A) ne ke zamanay me jab barish nai hoi tu apne sirf astagfaar kia.
Allah ki apne banday se muhbt maah ki muhbt se kahi zayada hai.
25:24 - : Hazrat Sulman ke zamane ma 1 chonti ki dua.
Surah Namal mein 1 chonti ka waqia aur Hazrat Sulman (A.S) ka lashkar.
Hazrat Sulman Ki Dua.
29:33 - : “Hazoor (SAW) ki Barish ke liay dua”.
Ya Zaljalali Wak Akraam ka matlb.
“Eik dar par baith agar hai tawakal kareem par. Allah ke faqeer ko phera na parh jaye.
Astagfaar karna bohat bara amal hai.
Maffi ke liye “Hazoor (SAW) ne dua batai”.
Har cheez Allah ke hukam sa harkat karti hai.
34:23 - : Hazrat Ibn e Abbas ki pori ummat ke liay dua.
“Hazoor (SAW) ka farman” jab koi momin kise dosre momin ki gair mojoodgi
main uske liay dua karta hai tu Allah Pak uske liye 1 frishta bhajta hai jo uske liye dua karta
hai.
“Hazoor (SAW) ka farman” apne liye bhi dua karo aur dosron ke liye bhi.
37:25 - : Hazrat Abdullah Ibn e Umar (R.A) jab 1 qabrastan sa guzrat tu apne 2 raqat namaz ada kit
u logon ne pocha ya konse waqt ki namaz hai tu apne farmaaya
ya qabrastan walon ke liye parhi hai kion ke ab ya log naiki nai kar saktay.
“Yay Saraiy he dar musafiron ka ba Khuda kise ka makan nahi. Jo log kul thay maqeen
yahan kahain aj unka nishan nahi”...
38:34 - : Hazoor (SAW) ne daikha ke Hazrat Ayesha (R.A) sogai hain jab ke wo jag rahi the
tu ap ahista se ghar sa bahir gaye aur Hazrat Ayesha (R.A) ne apka picha kiya tu Nabi
(SAW) kisi qabrastan gaye thay.
Hazrat Ayesha (R.A) ne Hazoor (SAW) sw pocha jab ma qabrastan jaon kon si dua kia
karon
Aurtain Qabrastaan ja Sakti hain.
Hazoor (SAW) ne qarastan ja kar jo dua batai.
Mehroomeen ke liye dua karne se Allah Pak Khush hota hai.
41:15 - : Imam bukharai ne apni kitab main likha jab koi faut hojata tu uski mazeed
taraqi hoti ha tu wo Allah sa pochta hai ya taraqqi kis liye tu Allah Farmata hai ke ya
tariolad jo dua karti hai uski wajah se hai.
Allah Jisko Chahta baitay daita jissay Chahta batiyan daita aur jissay chahta kuch
nai daita.
Jin ki dunia ma aulad nai hoti unjo jannat main Allah Pak aulad dayga..
Hazoor (SAW) ne farmaya mujhey dailhlo jitna hoskta hai kiou ke 1 waqt ana hai
ke log kahain gaye ke humse sara maal le lo aur Hazoor ki ziyarat karwado.
Note : On this channel, the lectures of Maulana (R.A) are uploaded in an order and this is the official
channel of Maulana Ishaq (R.A).

Related Videos
Fatawa Online | 23-04-2006 | Maulana Ishaq Official
08-Feb-2026 —
1 week ago
Kya hamare ander imaan hai? 🥹 - Maulana Ishaq Madni r.a
08-Feb-2026 —
1 week ago
Quran mushkil aur 14 uloom ? - Musalman aur Quran se doori - Maulana Ishaq Madni r.a
07-Feb-2026 —
1 week ago
BASANT Valentine's day Pakistan • Maulana Ishaq
07-Feb-2026 —
1 week ago
Fatawa Online | 16-04-2006 | Maulana Ishaq Official
06-Feb-2026 —
1 week ago
Kalima-Go se Pyar karein - Maulana Ishaq Madni r.a
06-Feb-2026 —
1 week ago
Nabi ﷺ ki Muhabbat mein rona 🥹🤲 - Maulana Ishaq Madni r.a
05-Feb-2026 —
2 weeks ago
Namaz me Hath Bandhnay ka sahi tariqa - Brother Kashif Ali and Maulana Ishaq Madni
04-Feb-2026 —
2 weeks ago
Truth Revealed: How Umar r.a accept Islam? - Maulana Ishaq Madni r.a
03-Feb-2026 —
2 weeks ago