Ramzan end aur Eid ul fitar k masael aur Falsafa ~ complete lecture jumma tul wida - Maulana ishaq
10-May-2021 —
4 years ago
Share
Date: 18/09/2009
Language Medium: Punjabi
Total Duration: 1:01:14
Outlines of the Lecture
03:40 -------------------- 06:35
Ramzan ka ikhtitam or eid ki aamad.
Imam zain ul aabideen ka eid k baray me bayan.
Ramzan k maheenay me ghaib se aik farishta sada lagata he.
Hazrat ali ka eid k baray me aik qol.
06:36 ------------------- 11:32
Ramzan k aakhiri dino ki 2 duayen.
Hazrat yousaf as or unkay bhaion ka bayan.
11:33 -------------------- 18:22
Insan me aik khatarnak beemari waqat ki qadar na karna he.
Nabi saw ka aik naqsha bana kar insani khawahishat k baray me bayan karna.
Mian abdul wahid saab ka bayan.
Mot ki yaad or Punjabi poetry.
Shah Muhammad charagh ka kalam Punjabi me.
Hazrat abu bakar Siddique ki namaz e janaza ki dua.
Molana ashraf ali thanvi ka aik qol.
18:23 ------------------------ 21:22
Eid k din k masnoon aamal.
Eid k din mubah cheezen mandoob ho jati han.
Taqlees ka bayan.
Nabi saw k ghar choti bachion ka duff bajana or gaanay gana.
Hazrat Ayesha ka Nabi saw k sath habshion ka raqas dekhna.
21:23 ----------------------- 26:52
Eid walay din masnoon aamal.
Sadqa fitar,taaq khajooren khnay ki hikmat.
Khajoor k phal ki fazeelat.
Bachay ki paidaish k waqat khajoor chaba kar ghutti dena sunnat he.
Sehar o aftaar me khajoor khana sunnat he.
26:53 ---------------------- 31:00
Eid ul adha k din masnoon aamal.
Ummat e Muhammadi saw or ummat e bani israiel me mushabihat.
Nabi saw ki parosi k haqooq k baray me aik hadees.
Eid gah jatay huay takbeeren parhna.
Eid ki namaz me Zaida takbeerat ki hikmat.
Imam ibne qayyam ka insan k baray me aik qol.
31:01 ----------------------- 40:43
Eid k 3 din khanay peenay or mian biwi k milap k din han.
Eid ki namaz me pehli rakat me 7 or doosri rakat me 5 takbeeron ki kia hikmat he?
Allah ki toheed ki 4 siffaat ka bayan.
Eid ki namaz ka Hanafi tareeqa bhi durast he or 3 takbeeron ki hikmat.
Quran ki tilawat or sunnay ka kia haq he?
Nabi saw ka tahajjudd ki namaz me aik rakat me 8 se 10 siparay parhnay ka bayan.
Be hayai or be pardagi ka bayan.
Nabi saw masjid me eid ki namaz nahi parhtay thay.
Eid ki namaz me haiz wali orten or bachay bhi shamil hon.
40:44 ----------------------- 56:00
Allah ki azmat or insan ki oqat.
Imam hasan basri ka insni takhleeq k baray me aik qol.
Hazrat bayazeed bastami ka insan k baray me aik qol or urdu poetry.
Hazrat sheikh saadi ka noshherwan k baray me poetry.
Sikandar e azam ka bayan.
Zaroorat mand insano ki madad karna kasa?
Imam hassan or aik habshi Ghulam ka waqia.
Quran k mutabiq Allah k banday kon han?
Imam qurtubi ka 30 darweshon ka aik waqia bayan karna.
Eid k baray me Allama Iqbal ki farsi poetry.
Aik angrez ka Saudi arabia hujj par jana or musalmano takbeer par aitraz karna.
Hazrat umar or roomi safeer ka waqia or hazrat umar ka der se namaz parhana.
57:10 ---------------------- 58:10
Eid ki namaz k liye mushawrat.
58:20 ----------------------- 1:00:10
Sadqa e fitar k baray me kuch sawalat.

Related Videos
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep29) | Maulana Ishaq Official
03-Jan-2026 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep28) | Maulana Ishaq Official
31-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep27) | Maulana Ishaq Official
28-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep26) | Maulana Ishaq Official
24-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep25) | Maulana Ishaq Official
22-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep24) | Maulana Ishaq Official
20-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep23) | Maulana Ishaq Official
18-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep22) | Maulana Ishaq Official
14-Dec-2025 —
2 months ago
Fatawa Online | Ramzan 2005 | (Ep21) | Maulana Ishaq Official
12-Dec-2025 —
2 months ago