Women Ladies -URDU QNA SESSION- خواتین کے سوالات کی نشست - Maulana Ishaq URDU
02-Feb-2022 —
4 years ago
Share
00:01 - : Firqay kasay bantay han. 01:12 - : Attach bathroom me wazu ho jata hai ya nahi. Nahanay kay bad wazu karna kasa hai. Deen me aanai hai na kay tangi. Safar me sawari par namaz parh saktay han k nahi. Jang kay doran medan e jang me namaz kasay parhen. 05:45 - : Mard aur orat ki namaz me faraq. Imam abdul jabbar ghaznawi kay fatway ka bayan. 10:00 - : Jadoo tonay kay asar se bachnay kay liye wazeefa. 14:50 - : Zachgi kay bad 40 din tak chila karna zaroori he ya nahi. Nifas aur istihaza me faraq. 15:53 - : Naqli baal ya wig lagwana kasa hai. Bal jornay walion par laanat wali hadees ki wazahat. Balon ko khizab laganay wali hadees ki wazahat. Waasla masoola ki tashreeh. Imam abu yousaf ka apni biwi ko 3 baton par marnay ka fatwa. 18:53 - : Orton ka eyebrows aur plucking karwa sakti han. Allah ki takhleeq me tabdeeli wali hadees ki tashreeh. Nabi (saw) ka bazar me aik orat par nazar parnay wali hadees ka bayan. Mian biwi ka jama karna bhi sadqa hai hadees ki wazahat. 22:50 - : Shadi biyah me tasweer aur movie banana jaiz hai ya nahi. 25:16 - : Halaat ki tangi ki waja se zakat ada na kar saken to kia bad me ada karna hogi. 26:59 - : Eesai, shia ya kisi ghair muslim kay hath ka khana kha saktay han. Syed ataullah shah bokhari ka aik waqia. Nabi (saw) ka aik yahoodi orat kay janazay ka ahtram karna. Nabi (saw) ka aik yahoodi bachay ki ayadat kay liye jana. 30:11 - : Wajib zakat agar ada na kar sakay to kia maaf ho sakti hai. Zakat kis par farz hai. 31:03 - : Betion kay rishton ka masla aur uska wazifa. 33:17 - : Kia betion ki shadi se pehlay hujj aur umrah kay liye ja saktay han. 34:08 - : Qayamat ki 10 nishanian konsi han. 35:31 - : Witar namaz me dua e qanoot parhna lazim hai nahi. Dua e qanoot rakoo se pehlay parhna chahiye. 36:57 - : Ghair mehram ka jhoota pani pee aur khana kha saktay han.Darbaron par jana kasa hai. Nabi (saw) ka yahoodi orat kay janazay kay ahtram me khray hona. Hazrat ali ka apnay governor malik e ahtar ko naseehat karna. 38:26 - : Shia sunni nikah jaiz hai ya nahi. Hazrat Abdullah ka aik cutter shia haris ka janaza parhana. Adalat me shia sunni case ka aik waqia. Aala hazrat kay kaam ki tareef aur kuch ashaar. Shab e wadar ki dua. Molana ki aap beeti. 45:23 - : Muslim mardy ya orat ka ahle kitab se nikah jaiz hai. 46:48 - : Ghar me sakoon kasay mumkin hai. 50:55 - : Sawalon kay jawab dena molana ki ghiza thi. Syed ataullah shah bokhari ka waqia. 01:08:10 - : Majlis khatam karnay ki dua. Sahaba e karaam ka Allah aur Nabi (saw) ka aik mehfil me zikar karna.
Related Videos
Unmarried women ka plucking karna kaisa? - Maulana Ishaq
14-Dec-2025 —
2 months ago
Allama Iqbal's Message for Muslim Women - Maulana Ishaq
13-Sep-2025 —
5 months ago
Aurat ka Parda - Women and Parda - 4 stages of Parda - Maulana Ishaq RA
25-Aug-2025 —
5 months ago
Muslim Women / Lady / Girls Criteria Allama Iqbal & Islam • Sheikh ul islam Maulana Ishaq Urdu
05-May-2024 —
1 year ago
حضرت محمد صلی اللہ علیہ وسلم کی زندگی خواتین کے لیے نمونہ کیسے بن سکتی ہے؟ کیا عورت مرد کا ضمیمہ ہے؟
15-Aug-2023 —
2 years ago
Hazrat Khadija Ra Business Women • Nabi ﷺ ko Nikah ka paigham aur Stories Ghamidi SB • Maulana Ishaq
06-Jan-2023 —
3 years ago
Aurat Kay Haqooq AUR Mard ki Zimadari , Women Rights Limits in Islam-Working women - Maulana Ishaq
23-May-2022 —
3 years ago
Musalman Khwateen ka Qabrastan Jana - خواتین کا قبرستان جانا - Maulana Ishaq Urdu
18-May-2022 —
3 years ago
EID KI SUNATAINN AAMAL AUR HIKMAT - Takbeer - Tafreeh - Khana peena - Eid Namaz Ladies-Maulana Ishaq
02-May-2022 —
3 years ago